• 30 Oct, 2024

Tujhsa Dost Kaha Amazing Friendship Poem In Hindi

Ajeeb hai ye duniya, ajeeb hai ishke dashta…
Rahta pash kuchh bhi nahi, our kehte hai shab kuchh kho diya yaha..!!
Ek rishta bante dekha, anjano ki bashti me…
Kaishe ban jate hai begane apne, jiwan ki is kasti me..!!
Hai shuruaat ishi se sab kuchh, ye dosti tere name karu…

Rishto ki is bhid me, is doshti ko mai shalam karu….!!
Na tha koi rishta tujhse, na tujhse koi nata tha..
Anjan thi mere liye tu, par tera bhata tha..!!
Dekh ke tujhko jita tha dekh ke tujhko sharmata tha..
Kaishe karu mai bat tujhse man hi man ghbrata tha…!!
Pal bhar tu ojhal hoti, kami hame kuchh khalti thi…

Tere aane se jan aa jati, teri payal ki chhan -chhan kehti thi..!!
Mai garib kato me pala, kya pehchan mai apna deta..
Sadiyo se dil rota aaya, adhuri jo hai kishmat ki rekha..!!
Ishliye dur rehta tujhse, par chahat to mere bash me thi..
Kahi na kahi tujhse milne ko, meri khamosh nigahen tarashti thi.!!

Ush keetab ka mai yehshan mand, jishe to lene mere pash aayi..
Ushpal ko mera shukriya, jish pal tu mujhe dekhkar mushkai..!!
Man jhum utha tha, man khil utha tha, kuchh paliya tha shayad humne…
Barish na hui, mosham na badla, phir kya paliya tha humme..?..!!
Doshti ka shilshila chala, ye ajnabee tere sath..

Tujhsa dost kaha

Kaisa juda ye tujhse bandhan, jo lagne laga tu itna khash…!!
Tera hashna, tera mushkana, tera gusha achha lagta tha..
Tera mud ke dekhna, tera sar ko jhukana, tera chalna achha lagta tha..!!
Khud galti kar khud ruth jati, humse bate nahi karti thi…
Na manau to hume dekhkar, aahe sirf bharti thi..!!
Kya huaa.? kyo huaa.? mai kya janu mere khuda..

O ajnabee kyo dil me basha.? tuhi bata ye mere khuda..!!
Kaishe bit gaye o din chhuta ek duje ka shath hamara…

Tu bhi kuchh keh na pai labz bhi khamosh rahe hamara…!!

Tu gai par mudkar na dekhi, kuchh der khada mai tha waha..

Meri bhi barbadi ka naya shafar, kishmat likh raha tha waha…!!
Tumsa pyara dosh kaha, tumsha pyara yar nahi….
Mere birane jiwan me aai, tere jaisha pyar nahi…?
Kaha dhundu tere nishan ko gujre pal yad aayenge..

Lab khamosh, aakhe nam ab hum kaise ji payenge..!!.
Kas mai tujhse ek bar keh diya hota…
Apne dil ka har hal byan kar diya hota…!!
To tum jaisha dost na kho pata….

Our aaj mai zindagi bhar na pashtata…!!
Udash aaj bhi hai meri nigahen, ek ummid aaj bhi dil me palti hai..
Tera deedar ho kishi din, ishi ummid me ye shama aaj bhi jalti hai..